Skip to main content

Haye Mera Dil Lyrics

 Ro Ro Ke Arjjah Gujaarda da eh Dil Haye mera Dil, haye mera Dil Ro Ro Ke Arjjah Gujaarda da eh Dil Haye mera Dil, haye mera Dil Jagg Diyan Najjran toh chori Kite Mil Haye mera Dil, haye mera Dil Teri Yaadan di Sandhookdi da Ho ke reh geya Dil Sadda khure kehde Rahe Pe Geya Yaadan di Sandhookdi da Ho ke reh geya Dil Sadda khure kehde Rahe Pe Geya Kehnda tuhi sadda Rah te Tuhi Manzil Haye mera Dil, haye mera Dil Ro Ro Ke Arjjah Gujaarda da eh Dil Haye mera Dil, haye mera Dil Jinna tere naal c Pyaar Hun kitte ho b na sakda Raatan nu, Main Sou b nahi sakda Kee kra Main, Roo B nahi Sakda Haan... Tere Muchu muchu nonu Sonu monu Wali Gallan Chete oundian Jinna marzi Bhulna main Chawa Mudh Mudh Satoundian Main Chayidi eh tu Ya Chayidi ni tu Meinu dus ta de Girl what you do Meri Zind meri jaan meri Rooh eh tu But bhuldi kiyu That I love you You know it's true Just me and you Fhir kiyu krdi eh ehda tu Appe hogeye ah Vakkh Chal koi na Hun kalle beh ke royi na tu Unjh Maadiyan te bhawe Mathe ...

Ishq Wala Love Lyrics

 Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love

Hota hai jo love se jyada waise wala love

Ishq wala love


Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua

Ishq wala love

Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua

Ishq wala love

Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

Ishq wala love


Meri neend jaise pehli baar tooti hai

Aankhein mal ke dekhi hai maine subah

Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha

Ishq wala love


Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se

Kare chandani ye mujhko ittala

Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa hua

Ishq wala love


Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua

Ishq wala love

Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua

Ishq wala love

Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

Ishq wala love


Kyon na aise hota

Jo milte tum ho jaate gum saath mere

Hote hote hoga samjhaye hum

Tham jaa aye tham O dil mere

Toota jaata jaata taara jab gira

Zara zyada zyada maangu dil tera

Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira

Ishq wala love


Bada ye dil nadaan tha, par aaj kuch zyada hua

Ishq wala love

Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua

Ishq wala love


Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua

Ishq wala love

Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua

Ishq wala love

Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

Ishq wala love


Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love

Hota hai jo love se jyada waise wala love

Ishq wala love (x2)



Comments

Popular posts from this blog

"Ae Dil Hai Mushkil" Lyrics

 Tu safar mera Hai tu hi meri manzil Tere bina guzara Ae dil hai mushkil Tu mera khuda Tu hi duaa mein shaamil Tere bina guzara Ae dil hai mushkil Mujhe aazmaati hai teri kami Meri har kami ko hai tu laazmi Junoon hai mera Banoon main tere qaabil Tere bina guzaara Ae Dil Hai Mushkil Yeh rooh bhi meri Yeh jism bhi mera Utna mera nahi Jitna hua tera Tune diya hai jo Woh dard hi sahi Tujhse mila hai toh Inaam hai mera Mera aasmaan dhoondhe teri zameen Meri har kami ko hai tu laazmi Zameen pe na sahi Toh aasmaan mein aa mil Tere bina guzara Ae dil hai mushkil Maana ki teri maujoodgi se Ye zindagani mehroom hai Jeene ka koi dooja tareeka Na mere dil ko maaloom hai Tujhko main kitni Shiddat se chaahun Chaahe toh rehna tu be-khabar Mohtaaj manzil ka toh nahi hai Ye ek tarfa mera safar, safar Khoobsurat hai manzil se bhi Meri har kami ko hai tu laazmi Adhura hoke bhi Hai ishq mera kaamil Tere bina guzara Ae dil hai mushkil